PYTHAGORAS; lagbhag 400 e. p gross ke parsidh garintgye or darsnik pythagoras ke anuyayi ne in sankhyaon ka sabse pahle pata lagaya tha in sankhyaon ko aparime sankhya [irrational number ] kaha jata hai ,kyonki inhe purnank ke rup mein nahi likha ja sakta hai ! pythagoras ke ek anuyayi kroton ke hipaks dwara pata lagayi gai aprimay sankhyayon ke sambandh mein anek kimwandtiyan hai hipaks ka ek durbhagyepurn ant raha ,chahe iska kaaran is baat ki khoj ho ki rut 2 ek aprimay sankhya hai ya is khoj ke bare main bahari dunya ko ujaagar karna ho!.................
No comments:
Post a Comment