René Descartes: kuch log pratah kal mein bistar par lete rahanaa pasand karte hain!yahi aadat 17 shatabdi ke mahaan fransisi garitagye rene descartes ki thi! parantu wah aalsi wyekti nahi tha,wah yeh samajhta tha ki bistar par pare-pare hi adhik chintan kiya ja sakta hai! Ek din jabki wah apne bistar par lete-lete aaram kar rahaa tha, usne ek tal mein ek bindu ki sthiti ka nirdharan karne se sambandhit samsya ka hal dhundh nikala
No comments:
Post a Comment