Friday 30 August 2013

THE GREAT carolus linnaeus



Carolus Linnaeus:- carolus linnaeus ka janm swiden mein hua tha! We peshe se doctor the lekin podho ke adhyan mein unki khasi dilchaspi thi! 22 year ki aayu mein podho par unka pahlaa shodhpatr prkashit hua! Ek dhani adhikari ke yhan nokri karte hue unhone apne malik ke bagiche mein podho ko vividhta ka adhayan kiya! Iske bad unhone sistema neturi naamak pustak likhi, jo aage chalkar vibhin vargikaran prnaliyo ka aadhar bani! Is vishaye par unke 14 shodhpatr bhi prkashit hue! unke dwara di gayi vargikaran prnali mein podho ko saral kram mein is prakar wyawsthit kiya ja sakta hai jisse unki pahchan ho sake!..,

THE GREAT Camillo Golgi



Camillo Golgi:- camillo golgi ka janm 7 july, 1843 ko bresika ke samip kortno mein hua tha! Unhone pawia vishwavidhalye se medisin ka adhyan kiya! 1865 mein snaatak ke bad unhone pawia ke sent metio ke asptal mein adhyayan jari rakha! Us samay unki sari khoj tantrika tantr se sambandhit thi! 1872 mein mukhye chikitsa padaadhikar ka padbhar grah kiya! Unhone sabse pahle apni khoj is asptaal ke kichan mein tantrika tantr par ki! Unhone is chhoti-si kichan ko pryogsala banaa liya tha! unka sabse mahtwpurn karye yeh tha ki unhone akele tantrika or koshika sankhyao ko abhirangit karne ki krantikari vidhi prdan ki! Is vidhi ko"black riaction" ke naam se jana gayaa!is vidhi mein unhone silver naitret ke tanu ghol ka upyukt kiya tha! sara jivan we isi disha mein karye karte rahe or is vidhi mein sudhar karte rahe! Golgi ne apne shodh ke liye uchtam upadhi or puraskar prapt kiye! san 1906 mein inhen setiyago remoni kajaal ke sath sanyukt rup se tantrika tantr ki sanrachna karye ke liye nobel puraskar se sammanit kiya gayaa!....

NATURE FACTS



NATURE FACT:- 1. Plants have been on the earth surface since 400 million years ago, 2. Polar bears are popular for its white, downy fur, but their skin come in color black. 3. The largest reef system in the world is the Great Barrier Reef which can be found in Australia. 4. There are about 75% of Earth's volcanoes situated in Pacific Ring of Fire, a region within the Pacific Ocean whereas tectonic plates convene. 5. Amazing facts about nature is that Amazon's giant water lilies can be as huge as 6ft in diameter. 6. Pacific Ocean is the largest ocean form on Earth. 7. The 3R's that serves as the waste hierarchy is the "reduce", "reuse" and "recycle". 8. Killer whale is not specie of whale but a type of dolphin. 9. Amazing plant facts: Venus Fly Trap can be an insect's predator. It is a kind of plant that automatically close and trap the insect when its hairs are touched. The trapped prey will then get dissolved through the acids produced by the plant. 10. In contrast to humans, horses and cows can sleep while standing up. 11. The flower of Raffllesia Arnoldii is the largest flower on surface of the earth which weight about 10 kg and measures 3 ft in diameter.

Thursday 29 August 2013

THE GREAT Ernest Rutherford -

Ernest Rutherford - ernest rutherford(1871-1937) ka janm 30 Aug, 1871 mein siprang grow mein hua tha! Unko naabhikiye bhotik ka janak mana jata tha! Radiodharmita par apne yogdan or sone ki patti ke dwara prmanu ke naabhik ki khoj ke liye we bahut prasidh hue 1908 mein unko nobel puraskar mila RUTHERFORD KA PRMANU MODEL Arnest rutherford yeh janne ke ichuk the ki electron prmanu ke bhitar kese wyawasthit hai!unhone ek pryog kiya! Is pryog mein,tej gati se chal rahe alfa kano ko sone ki panni par takaraaya gayaa! * inhone sone ki panni islye chuni kyonki we bahut patli parat chaahte the! Sone ki yeh panni 1000 prmaanuo ke braabar moti thi! *alfa kan dwiaawesit hiliyam kan hote hain ata: yeh dhanaaweshit hote hai! Chunki inka drawyeman 4u hotaa hai isliye tirw gati se chal rahe in alfa kano mein pryapt urja hoti hai! * yeh anuman tha ki alfa kan sone ke prmanuo mein vidyeman awparmanuk kano ke dwara wikshepit honge! Chuki alfa kan protin se bahut adhik bhari the, isliye unhone inke adhik vikshepan ki aasha nahi ki thi!...

THE GREAT Niels Bohr

Niels Bohr -niels bohr(1885-1962) ka janm 7 Oct,1885 mein kopenhegan mein hua tha! 1916 mein kopenhegan vishvwidhalye mein unko bhotikshastr ka profesar niyukt kiya gayaa! 1922 mein unko prmaanu ki sanrachna par aadharit 3 pustake prkashit hui- 1. The theory of spectra and atomic constitution 2. Atomic theory , and 3. The discription of nature bohr ka prmaanu model:-> radarford ke model par uthi aapattiyo ko dur karne ke liye, niels bohr ke prmaanu ki sanrachna ke baare mein nimnlikhit awdharnaye prastut ki- ¡. Electron kewal kuch nischit kakshao mein hi chakkar lagaa sakte hain, jinhe electron ki vivikt kaksha kahete hain! ¡¡. Jab electron is vivikt kaksha mein chakkar lagaate hain,to unki urja ka vivikt nahi hota hai!...

THE GREAT Joseph John Thomson

Joseph John Thomson:- british bhotikshastri, j.j thomson(1856-1940) ka janm 18 Dec,1856 mein mainchester ke kicham hil kshetra mein hua tha! Electron ki khoj ke kaaran 1906 mein unko bhotikshastr mein nobel puraskar mila ! 35 warsh tak we kembrij mein kewendish pryogshala ke nirdeshak the or unke shodh ke 7 saal sahyogiyo ko bhi aage chalkar nobel purashkar mila!....

THE GREAT John Dalton

 

THE GREAT John Dalton :- john dalton ka janm san 1766 mein england ke ek garib julaha parivar mein hua tha ! 12 varsh ki aayu mein unhone ek shikshak ke rup mein apni jivika shuru ki! 7 saal baad wah ek school ke principal ban gaye! San 1793 mein john dalton ek callege mein garit,bhotiki or rasaayan shastra pdhane ke liye mainchester chale gaye! wahan par unhone apne jhvan ka adhikansh samaye shikshan or shodhkarye mein wyetit kiya! San 1808 mein inhone apne prmaanu sidhant ko prastut kiya, jo drawyo ke adhyan ke liye ek mahatwpurn sidhant sabit hua!....

THE GREAT Bose-Einstein condensate

 

Bose-Einstein condensate:- san 1920 mein bhartiye bhotik vegyanik satyendrnath bose ne padarth ki 5 awastha ke liye kuch garnayen ki thi! Un garnaao ke aadhar par albart einstein ne pdarth ki ek nayi awastha ki bhawishyewani ki,jise bose-einstein condensate (BEC) Kahaa gaya! San 2001 nein america ke erik e. Karnel, ulfgaig ketrle or karl i. Wemain ko "bose-einstein condensate" ki awastha prapt karne ke liye bhotiki mein nobel puraskar se sammanit kiya gayaa! Saamanye wayu ke ghanatw ke ek lakhwe bhag jitne kam ghanatw waali ges ko bahut hi kam tapman par thandaa krne se BEC teyaar hota hai!...

THE GREAT DISCOVERY OF SILK

 

THE GREAT DISCOVERY OF SILK:- The exact time of discovery of silk is perhaps unknown. According to an old chinese legend, the empress SI-LUNG-CHI was asked by the emperor HUANG-TI to find the cause of the damaged leaves of mulberry trees growing in their garden. The empress found white worms eating up mulberry leaves. She also noticed that they were spinning shiny cocoons around them. Accidentally a cocoon dropped into her cup of tea and a tangle of delicate threads separated from the cocoon. Silk industry began in china and was kept a closely guarded secret for hundred of years lateron, traders and travellers introduced silk to other countries. The route they travelled is still called the silk route:....

THE GREAT PASKAL BLEZ

PASKAL BLEZ:- prayikta(probability) ki sankalp ka vikas ek aaschryejanak dhang se hua tha! 1654 mein sheveliyar di mere naamak juari pasa sambandhi kuch samashyano ko lekar 17 sataabdi ke ek suprsidh fransisi darshnik or ganitagye blej paskal ke pas pahuch ! Paskal ko in samashyao ko hal karnd mein kafi ruchi aane lagi, wah in samashyao par adhyan krne lagaa or ek anye fransisi ganitaye piyere thi farmaa ne in samasyao ko swatantra rup se alag-alag hal kiya yeh karye hi probability theory ka praranbh tha ! Is visaye par pahli pustak italvi garitagye J.KAARDAN(1501-1576) Ne likhi thi! is pustak ka shirshak "Book on Games of Chance" (Liber De Ludo Aleae) tha jo ki 1663 mein prkashit hui thi thi! Is visaye par garitagyo J.barnuli(1654-1705), P.laplaas(1749-1827),A.A markowe(1856-1922)or A.AN kolmogorow (janm1903) ka bhi mahtwpurn yogdan rah hai!....

Wednesday 28 August 2013

THE GREAT THOMAS ALVA EDISON




THE GREAT THOMAS ALVA EDISON :- the credit for the invention of the electric bulb is usually given to thomas alva edison,though other before him had worked on it. Edison was a remarkable man, he made some 1300 inventions including the electic bulb, gramophone, the motion pictue camera and the carbon transmitter, which facilitated the invention of the telephone............

THE GREAT HERON


 


HERON:- Herone ka janm sambhawt: misr mein alekjendiya naamak sthan par hua unhone anuprayogik ganit(applied mathematics) par karye kiya! Unka ganitiye or bhotikiye visayon par karye itna adhik or vibhinn prkar ka tha ki unhe in kshetron ka ek vishwkon sambandhi(encyclopedic) lekhak samajha jata tha! Unka jyamitiye karye mukhyt: mensuration(kshetramiti) ki samasyaon se sambandhit tha! Yeh karye 3 pustako mein likha gaya hai! Pustak 1 mein wargon,aayaton,tribhujon,samlambon anek prkar ke vishist chaturbhujon,sam chaturbhujon,wraton ke kshetrfalon,belano,shankuo,golon ityadi ke prasthiye kshetrafalon ka warnan hai! Isi herone ne tribhujo ki 3 bhujao ke pado mein uske kshetrafal ka prasidh sutr prtipadit kiya hai!...

THE GREAT THALES AND EUCLID




THE GREAT THALES AND EUCLID:- ek yunani garitagye thales ko kshrey jata hai ki unhone sabse pahli gyat uppati (proof) prdan ki! Yah uppati is kathan ki thi ki wrat ka wyas wrat ko samdwibhajit arthat do brabar bhgon mein vibhajit karta hai! Thales ka ek sabse prasidh sisya pythagoras(572 e.p) tha, jiska nam aapne awasye suna hoga! Pythagoras or uske sathiyo ne anek jyamitiye guno ki khoj ki or jyamiti ke sidhant ka atyadhik vikas kiya! Yeh prkirya 300 e.p tak jari rahi! Isi samay mishr mein alekjendia ke ek math ke shikshak euclid ne us samay tak gyat math ke sabhi gyan ko ekatrit kiya or elements naamak apne prasiddh granth ke rup mein use wywasthit kiya! Unhone elements ko 13 adhyaayo mein vibhajit kiya,jinme se prtyek ko 'pustika' maana jata hai! In pustikaon ne samast vishw ki jyamiti sambandhi samajh ko aane wali pidhiyon tak prbhawit kiya!....

THE GREAT RENE DESCARTES

 





René Descartes: kuch log pratah kal mein bistar par lete rahanaa pasand karte hain!yahi aadat 17 shatabdi ke mahaan fransisi garitagye rene descartes ki thi! parantu wah aalsi wyekti nahi tha,wah yeh samajhta tha ki bistar par pare-pare hi adhik chintan kiya ja sakta hai! Ek din jabki wah apne bistar par lete-lete aaram kar rahaa tha, usne ek tal mein ek bindu ki sthiti ka nirdharan karne se sambandhit samsya ka hal dhundh nikala

THE GREAT HEINRICH RUDOLF HERTZ







Heinrich Rudolf Hertz: heinrich rudolf hertz ka janm 22 feb 1857 ko hembarg,jarmani mein hua or unki shiksha barlin viswvidhalye mein hui! unhone j.c maxwel ke vidhutchumbakiye sidhant ki pryogo dwara pusti ki! unhone radio,teliphone,teligraph or tv ke bhi bhavisye mein vikas ki niv rakhi! Unhone prkash-vidhut prbhav ki bhi khoj ki jiski bad mein albart ainstain ne vyakhya ki ! Avrti ke SI matrak ka nam unke samman mein rakha gaya!........

THE GREAT JAMES PRESCOTT JOULE

James Prescott Joule: james prescott joule ek prtibhashali british bhotik vigyani the! We apne vdyut tatha ushmagtiki ke anusandhano ke liye vishesh rup se prasidh hue! Anye vicharo ke atirikt unhone vidhut ke usmiy prbhaw ke bare mein niyam banaya! Unhone urjaa snrakshan niyam ko pryogatmak rup se satyapit kiya tatha ushma ke yantrik tulyankan ke maan ki khoj ki! Urjaa tatha karye ke matrak ka nam jul,unhi ke samman mein rakha gaya hai!

THE GREAT GALILEO GALILEI

 

The Great Galileo Galilei: galileo galilei ka janm 15 feb san 1564 mein itli ke pisa sahar mein hua tha !galileo galilei ki bachpan se hi math or prakartik darsan mein ruchi thi prantu pita vinenjo galilei, unhe ek chikitsak banana chahate the! Tadnusar galileo ne san 1581 mein chikitsa upadhi ke liye pisa viswvidhaly mein namankan liya! Is pathyekram ko we kabhi pura nahi kar paye kyonki unki wastwik ruchi math mein thi! San 1586 mein unhone apni pratham wegyanik pustak 'the litil blance'(laa welensita) likhi ,jismen unhone ek tula dwara pdarthon ke aapekshik ghanatw (athwa visist gurutw) prapt karne ki arkmdiz ki vidhi ka warnan kiya! San 1589 mein unhone apni nibandh shreni 'D MOT' mein nat samtal ke pryog se kisi girti hui wastu ke girne ki dar kam hone sambndhi apne sidhant ko waykt kiya!

Tuesday 27 August 2013

THE GREAT PYTHAGORAS

 

PYTHAGORAS; lagbhag 400 e. p gross ke parsidh garintgye or darsnik pythagoras ke anuyayi ne in sankhyaon ka sabse pahle pata lagaya tha in  sankhyaon ko aparime sankhya [irrational number ] kaha jata hai ,kyonki inhe purnank ke rup  mein nahi likha ja sakta hai ! pythagoras ke ek anuyayi kroton ke hipaks dwara pata lagayi gai aprimay sankhyayon ke sambandh mein anek kimwandtiyan hai hipaks ka ek durbhagyepurn ant raha ,chahe iska kaaran  is baat ki khoj ho ki rut 2 ek aprimay sankhya hai ya is khoj ke bare main bahari dunya ko ujaagar karna ho!.................

Thursday 22 August 2013

Safety and security

The safety of your child is our top priority. To ensue a safe environment. Cameras have been placed throughout the center. While the cameras are not available for viewing from your home or work. Your do have the ability to view your child's day within our center and at your reguest. In addition . We provide state-of-the-art check in/out technology to ensure your child's safety at the school.....(aap apne child ki life banayen or apni future ki life ko swasth banayen)

Next generation education

 
You and your child have embarked on a very important on a motivating time in your lives. With your little one growing up. There is no better time then now to begin fostering your child's sense of creativity and confidence..........

Bcom

B.com is an undergraduate degree in commerce and related subjects. The degree is also known as the bachelor of commerce and administration,or BCA It is predominantly offered in commonwealth nation, however,the degree is no the united kingdom......

Business studies

Business studies is an academic subject taught at higher level in australia,canada,sweden,hong kong,nepal,ireland,new zealand,pakistan,srilanka,zimbabwe,argentina,tanzania,and the united kingdom as well as at university level in many countries.....

Thursday 15 August 2013

EXAM TIPS

Don't leave it until the last minute. While some studentsdo seem to thrive on last-minute 'cramming', it's widely accepted that for most of us, this is not the best way to approach an exam. Set out a timetable for your study. Write down how many exams you have and the days on which you have to sit them. Then organize your study accordingly. You may want to give some exams more study time than others, so find a balance thatyou feel comfortable with.

SALIENT FEATURES



due to our best results, always top amongst the list of all private Institute  in  Prays . We have shown 90% successful  in IBPS  and more than 72% successful In Railways

P.S. LAPLACE

 

Born23 March 1749 Beaumont-en-Auge, Normandy, France Died5 March 1827(aged 77) Paris, France Nationality French Fields Astronomerand Mathematician Institutions École Militaire(1769–1776) Alma mater University of Caen Academic advisors Jean d'Alembert Christophe Gadbled Pierre Le Canu Doctoral students Siméon Denis Poisson Known for Work in celestial mechanics Predicting the existence of black holes. The chinese method of representing the coefficients of the the unknowns of several linear equations by using rods on a calculating board naturally led to the discovery of simple method of elimination.....



ARYABHATTA

Aryabhatta who lived in the late fifth and early sixth century was agreat teacher and scholar whose work on astronomy,known as Aryabhatiyam or Aryabhatiya, is regarded as the oldest book of itskind. Aryahhatta propounded andadopted the heliocentric theory that made the sun the centre of the solar system with the planets including the Earth revolving around it. The study of trigonometry was first started in india. The ancient indian mathematicians, aryabhatta. Brahmagupta. Bhaskara i and bhaskara got important result of trigonometry.....

ARCHIMEDES

Archimedes occupies the same respectable position as Newton and Gauss. In his ancient Greek days he was known as the"the wise one," "the master" and "the great geometer". His works such as the"Death Ray" gained him popularity and fame that lasts till thisday. He was one of thelast great Greek mathematicians. Hi is father of mathematics........

History

History of the world. For other uses, seeHistory .Historia byNikolaos Gysis (1892) Those who cannot remember the past are condemned to repeat it. —George Santayana History historia, meaning "inquiry, knowledge acquired by investigation" is anumbrella term that relates to past events as well as the discovery, collection, organization, and presentation ofinformation about these events. The term includescosmic,geologic, andorganic history, but is often generically implied to meanhuman history. Scholars who write about history are calledhistorians.

Psychology


Psychology is an academic and applied discipline that involves the scientific study of mental functions and behaviors. Psychology change your life......

Wednesday 14 August 2013

Mathematics


Mathematics is the abstract as quantity there is a range of views among mathematics and philosophers as to the exact scope and defination of mathematics. When mathematical structures are good model of real phenomena . Mathematics subject are very logical subject .mathematics developed your mind

Economic


Therefore a country's ability to learn from the leader is a function of its stock of human chrital recent study of determinants of aggregate economic growth have stressed the importance of fundamental economic institutions and the role of cognitive skills......

formal education

 
System of school inolve institutionalized teaching and learning in relation to a curriculum , which itself is according to a purpose of the school in the system.

THE ROLE OF GOVERNMENT


A right to education has been created and recognized by some jurisdictions :since 1952 article of the first protocol to the european convention on human right.