Thursday 29 August 2013

THE GREAT PASKAL BLEZ

PASKAL BLEZ:- prayikta(probability) ki sankalp ka vikas ek aaschryejanak dhang se hua tha! 1654 mein sheveliyar di mere naamak juari pasa sambandhi kuch samashyano ko lekar 17 sataabdi ke ek suprsidh fransisi darshnik or ganitagye blej paskal ke pas pahuch ! Paskal ko in samashyao ko hal karnd mein kafi ruchi aane lagi, wah in samashyao par adhyan krne lagaa or ek anye fransisi ganitaye piyere thi farmaa ne in samasyao ko swatantra rup se alag-alag hal kiya yeh karye hi probability theory ka praranbh tha ! Is visaye par pahli pustak italvi garitagye J.KAARDAN(1501-1576) Ne likhi thi! is pustak ka shirshak "Book on Games of Chance" (Liber De Ludo Aleae) tha jo ki 1663 mein prkashit hui thi thi! Is visaye par garitagyo J.barnuli(1654-1705), P.laplaas(1749-1827),A.A markowe(1856-1922)or A.AN kolmogorow (janm1903) ka bhi mahtwpurn yogdan rah hai!....

No comments:

Post a Comment