Wednesday 28 August 2013

THE GREAT HERON


 


HERON:- Herone ka janm sambhawt: misr mein alekjendiya naamak sthan par hua unhone anuprayogik ganit(applied mathematics) par karye kiya! Unka ganitiye or bhotikiye visayon par karye itna adhik or vibhinn prkar ka tha ki unhe in kshetron ka ek vishwkon sambandhi(encyclopedic) lekhak samajha jata tha! Unka jyamitiye karye mukhyt: mensuration(kshetramiti) ki samasyaon se sambandhit tha! Yeh karye 3 pustako mein likha gaya hai! Pustak 1 mein wargon,aayaton,tribhujon,samlambon anek prkar ke vishist chaturbhujon,sam chaturbhujon,wraton ke kshetrfalon,belano,shankuo,golon ityadi ke prasthiye kshetrafalon ka warnan hai! Isi herone ne tribhujo ki 3 bhujao ke pado mein uske kshetrafal ka prasidh sutr prtipadit kiya hai!...

No comments:

Post a Comment